Discover

Topics

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A APK

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A APK

7.0 FreeAafi Technologies ⇣ Download APK (16.55 MB)

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed of Kot Mithan (Sindh) Sarkar R.A

What's Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A APK?

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A is a app for Android, It's developed by Aafi Technologies author.
First released on google play in 8 years ago and latest version released in 6 years ago.
This app has 50.7K download times on Google play and rated as 4.63 stars with 103 rated times.
This product is an app in Books & Reference category. More infomartion of Punjabi Poetry of Hazrat Khwaja Ghulam Fareed R.A on google play
Kalam Khwaja Ghulam Fareed R.A 26 Zeeqaad 1261 Hijri 1833 mai Chachraan Shareef main paida howay. Aap kay walid ka naam Hazrat Khuda Bakhsh R.A tha.

Jab apki umer chaar saal hoe to apki walida sahiba ka intiqaal ho gya. Walida Sahiba kay intiqal kay sirf chaar baras baad ap kay walid e garaami ka saya bhi ser say uth gaya. Walidain kay intiqaal kay baad apki taleem o tarbiyat ki zimmadaari apkay brother buzurg Hazrat Khwaja Fakhr ud Din R.A nay sambhaali. woh Persian kay boht baray poet thay.

Jub aap kay walid e giraami ki wafaat hoe to waalie Bahawalpur aap kay brother Hazrat Fakhruddin R.A say derkhwast ki kay apki perwarish aur taleem o tarbiyat shahi mehal main ho. So apki perwarish boht he shahaana andaz main hoe pher bhi aap main tamaam ter derwaishana khasoosiyat mojood theen. Aap nay Bahawalpur kay desert main ibadaat aur mujahiday kiye. Wahan aap nay aik jhonmpri bana li the aur wahin rehtay thay.

Aap ka kalaam soz o gudaaz say bhara howa hai isliye apka kalaam apnay ander asar rakhta hai. Aap nazriya e Wahdat ul wajood kay qaayel thay. Aap 6 Rabi us Saani 1319 Hijri 2 July 1901 ko is jahaan e faani say wisaal ferma gaye.