Discover

Topics

Ghusal Ka Islamic Tareeqa

Ghusal Ka Islamic Tareeqa APK

Ghusal Ka Islamic Tareeqa APK

1.1 FreeMixiApps ⇣ Download APK (1.67 MB)

What's Ghusal Ka Islamic Tareeqa APK?

Ghusal Ka Islamic Tareeqa is a app for Android, It's developed by MixiApps author.
First released on google play in 8 years ago and latest version released in 8 years ago.
This app has 0 download times on Google play and rated as 3.67 stars with 3 rated times.
This product is an app in Personalization category. More infomartion of Ghusal Ka Islamic Tareeqa on google play
Ghusl karne ka saheeh aur masnoon tarika :-\n

1-Sub say pehlay sharamgah ko dho lijiay.

\n

2-Phir apnay hath achchi tarah dho lijiay.

\n

3-Phir aap naha lijiay or tasalli kar lijiay keh aap kay jisam par ab koi ghilazat baqi naheen.

\n

4-Phir aap ghusal-e-janabat ki niyyat kijiay keh ³niyat karta/karti hoo¶n ghusal-e-janabat ki wajibqurbatan ilAllah´. (yaad rahay keh niyyat alfaz ki mohtaj naheen hoti).

\n

5-Phir aap 3 martabah apnay hathon ko kalayon tak dhoyay.

\n

6-Phir aap 3 baar kulli kijiay or halaq tak apnay munh ko saf kijiay.

\n

7-Phir aap 3 baar naak ki naram haddi tak pani ko chulloo main bhar kar char¶haiay.

\n

8-Phir aap apnay sar ko gardan tak is tarah dhoyay keh koi hissa khushk na rahay or sar mainunglion ki poron say balon ko pani daltay waqt is tarah jhasain keh sar kay bhi kisi hissay kaykhushk\nrehnay ka koi ehtamal baqi na rahay.

\n

9-Phir aap apnay jisam ki (right side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi hissa bhikhushk naa rahay or pani (left side) ki taraf jata hooa neechay tak ja¶ay.

\n

10-Aur aakhir main apnay jisam ki (left side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi bhihissa khushk na rahay or pani (right side) ki taraf jata hooa neechay tak ja¶ay.Jis jis ko\nbata sakte hian ye zaroor bataye.

\n

Please is ko samjhiye or is per amal karain.Jazakallah Khair.
\nFor more information download app and see the videos bayanat.
\nGhusal ka tariqa sunat ki mutabiq?? by Mufti Muhammad Akmal Sahib

\n